Breaking News
recent

Windows Mobility Center Ke Baare Me Jaankari-Hindi Me


Windows Mobility Center Ek Badhiya Option Hai,

Agar Aap Laptop Us Karte Ho To Aap Ke Liye Windows Mobility Center Bahut Jaruri Hai,Kyu Ki Aap  Apne Laptop Ki Sab Setting Ek Jagah Per Rakh Sakte Hai,Microsoft Ne Yeh Bahut Badhiya Fuchar Diya Hai,Jisse Jo Bhi Leptop Ka Upyog Karte Hai Woh Apne Laptop Ki Seting Ek Jagah Per Rakh Sakte Hai,

Aaj Me Apko Bataunga Ki Windows Mobility Center Ko Use Kiya Kaise Jaata Hai,

Pehle Aap Apna Laptop Open Kare,Uske Baad Aap Windows mobility Center Ko Khol Ne K Liye Apne Laptop Ke Key Bord Me Se Ek Sath Windo+X Buton Ko Dabayiye,Uske Baad Apne Laptop Me Ek New Tab Khulega Usme Puri Laptop Ki Setting Hogi,Is Setting Ko Aap Apne Anushar Set Kar Sakte Hai,OR Aap Apne Anusar Badal Bhi Sakte Hai,


Yeh Post Aap Ko Kesi Lagi Aap Hume Comment Ke Jariye Bhi Bata Sakte Ho,OR Apne Dosto KO A Posr Share Jarur Kare
Jaydeep Machhi

Jaydeep Machhi

No comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.