Breaking News
recent

Website Ke Liye Contac Us Page Kese Banaya Jata Hai-Hindi Me Janiye


Freinds Aap Jante Hoge Ki Contact Us Page Kya Hai,Lekin Jo Log Website Chalate Hai Un Ke Liye Contact Us Page Bahut Jaruri Hota Hai,Kyu Ki Jo Bhi Visiter Aata Hai Website Per To Woh Website Ke Malik Ko Direct Contact Kar Sakta Hai,Is Contact Page Dwra ,Contact Us Page Google Adsense Ke Liye Bahut jaruri Mana Jata Hai,Jo Bhi Contact Form Submite Karta Hai To Uska Mail Dirct Website Ke Malik Ke Gmail Me Jata Hai Unse Aap Se Koi Problam Ho To Woh Aap Se Baat Kar Sakta Hai,

Contact Us Page Kaise Banaya Jaata Hai Uske Baare Me Aap Ko Bataunga

* Step 1 :- Sab Se Pehle Aap http://www.foxyform.com/ Ki Website Per Jayiye

* Step 2 :- Ab Aap Ko Tital,Name,Email,Subject Aap Ko Jo Rakhna Hai Woh Select Kare Lijiye,



* Step 3 :- Ab Aap Advance Setting Me Jaakar Font Colour,Font Size,Baground Colour Jo Aap Ko Pasand Aaye Woh Select Kar Lijiye,




* Step 4 :- AB Aap Target Email Address Me Wo Mail Daliye Jo Aap Ko Contact Us Page Jis Mail Me Chahiye Hai,




* Step 5 :- Ab Aap Capch Code Dal Dijiye,Us se Aaap Ko Ek Code Milega Woh Code Ko Copy Kar Lijiye,




* Step 6 :- Ab Jo Aap Ne Code Copy Kiya Hai Use Code Ko Aap Apne Blog Ya Website Me Jakar Contact Us Page Me Paste Karke Submite Kar Dijiye,




* Step 7 :- Ab Aap Ka Contact Us Page Ready Ho Gaya Hai,Use Aap Is Tarah Se Dekh Sakte Hai,


Dosto Yeh Post Aap Ko Kaisi Lagi Yeh Hame Aap Comment Ke Jariye Jarur Batai Ye,OR Is Post Ko Share Jarur Kare,
Jaydeep Machhi

Jaydeep Machhi

No comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.