Breaking News
recent

Computer Ki Puri Janakari Ek Platform Per Kaise Mil Sakti Hai-Hindi Me Janakari


Computer Ki Puri Janakari Ek Sath Me Janiye Sirf Hindi Me

Dosto Me Pehle Bhi Computer Ki Bahut Saari Trick Bata Chuka Hu,Lekin Me Jo Batane Wala Hu Woh Trick Bahut Jaruri Hai Hum Sab Ke Liye,Aap Sab Jante Hai Ki Computer Kya Hai,Computer Me Itne Software Hote Hai Ki Woh Barso Tak Jaan Nahi Sakte,

Aaj Me Apko Batane Wala Hu Ki Computer Ka Pura Matirial Ek Jagah Per Kaise Rehskta Hai,Yaani Ke Ek Jagah Per Hum Sab Matirial Dekh Sakte Hai,

Me Jo Trick Batane Ja Raha Hu Woh Bahut Jaruri Hai computer Ke Liye, Jaise Ki RAM,MOTHER BORD, DISPLY DRIVER, SOUND DRIVER, PROCESSER, OR Other Function Ka Bhi Aap Upyog Kar Sakte Ho,Is Trick Ka Istemal Karne Ke Liye Kisi Bhi Software Ki Jarurt Nahi Hoti,


COMPUTER TRICK KE TOPIC

= Sab Se Pehle RUN Kholiye

= Uske Baad WINDOW+R Key Press Kijiye,

= Ab Run Me Type Kare Dxdiag

Ab Aap Ke Samne Direct-X -Diagnostic Tool Khulega

Aap Ab Apni Computer Ki Puri History Dekh Sakte Hai


Aap Ko Yeh Post Kesi Lagi Yeh Hume Aap Comment Ke Jariye Bhi Bata Sakte Hai,Is Post Ko Apne Dosto Me Share Jarur Kare,

Aap Facebook Page Like Jarur Kare Jisse Aap Ko Pata Chale Ki Tookadi.com Per Kya Kya Update Hota Hai Woh Aap Facebook Page Ke Jariye Janakari Milti Rahengi,

Aap Email Follow Bhi Kar Sakte Hai,
Jaydeep Machhi

Jaydeep Machhi

No comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.