Breaking News
recent

Android Mobile Me 2 Whatsapp, 2 Facebook, 2 Twitter, etc Applicatrion Ko Kaise Chalaye-Hindi Me Jane


Hello Friends,

Aaj India Me Tecnology Ka Istemal Fast Ho Raha Hai,Aaj India Me Smart Phone Use Karne Lage Hai,India Aaj Digital India Ban Ne Ke Liye Ja Raha Hai,


Aaj India Me Bahut Logo Ke Pass Android Mobile Hai,Hum Apne Smart Phone Me Facebook,Twitter,Whatsapp, Other Social Media Ka Istemal Karte Hai,Lekin Hamari Probalam Tab Suru Hoti Hai,Jab Hum Apne Mobile Me Whatsapp,Facebook,Twitter, Ka Istemal Ek Hi Login Ka Kar Sakte Hai,Aaj Digital Yug Me Hum Google Play Store Se Kai Baar App Download Kar Ke Use Use Karte Hai Lekin Woh Sahi Tarah Se Kaam Nahi Karti, Aaj Me Aap Ko Ek Mobile Phone Me Social Media Ke Famous Facebook,Twitter,Whatsapp Jese Use Kaise Kare Woh Me Trick Aap Ke Sath Share Karne Ja Raha Hu,



Ek Android Mobile Me 2 Whatsapp, 2 Twitter, 2 Facebook, 2 Instagram Etc App Kaise Chalate Hai,

Most Read:- Whatsaap Se Shortcut Kaise Banate Hai-Hindi Me Puri Jaankari


Step 1 :- Aap Pehle Niche Diye Gai Download Per Click Karke Parallel Space-Multi Account Name Ka App Download Kare,



Note :- Ye sirf Android Version 4.0 (+) me hi chalta hai. Lekin bahut se mobile me Android Version 4.0 (+) ke baad bhi Play Store se Download nhi hota hai to aap niche diye gye link se download karke Install kar sakte hai. Aur aapke mobile me Ram kam hone ke wajha se Mobile Slow kaam bhi kar sakta hai.


Step 2 :- Jab Yeh Parallel  Space Download Ho Jaye Tab Aap Usko Open Kare OR {+} Per Click Kare,



Step 3 :- (+) Click Karne Ke Baad Ek New Tab Open Hoga,Jisme Aap Ko Apne Mobile Ke Sabhi Application Dikhaye Denge,Usme Se Aap Ko Jo Apllication Ko Select Karna Hai Woh Karle,Me Ne Yaha Whatsapp Ka App Select Kiya Hai,


Step 4 :- Aap Jitne App Ko Add Karenge Utne Parllel Space Me Add Ho Jayenge Or Aap Apna New Account Bana Sakte Ho,

To Is Tarah Se Aap Parllel Space Ki Madad Se Aap Ek Mobile Phone Me 2 Account Bana Sakte Hai,Woh Bhi Ek Aashan Tariko Se,


Aap Ko Yeh Post Kaise Lagi Yeh Hume Aap Comment Ke Jariye Bhi Bata Sakte Hai,Aap Ko Koi Problam Ho To Hume Comment Kai Jariye Jarur Bataye,
Jaydeep Machhi

Jaydeep Machhi

No comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.