Breaking News
recent

Kyu Jaruri Hai Blog Ke Liye Robots Text -Hindi Me Janakari


Jo Log Blog Website Chalate Hai,Uske Liye Robots Text Bahut Imported Hota Hai,Me Aap Ko Bata Du Ki Har Ek Website Ki Alag Alag Robots Taxt File Hoti Hai,Is File Se Kya Search Me Bataye Or Kya Nahi Bataye Woh Yeh File Tay Karti Hai,Hamari Website Pe Robot Taxt File Na Ho To Hamari Website Search Me Aane Me Bahut Vakt Lagsakta Hai,

Robots Txt  File Kya Hai

Robot Tax Ek Text File Hai Jo Har Website Me Hoti Hai, Dosto Hume Jo Apne Website Me Jo Bhi Post Daal Te Hai, Usko Automatical Woh Post Search Me Lati Hai,Aap NahiSoch Paonge Ki Robot Taxt Her Woh Chij Dosplay Karti Hai Jo Hamare Liye Or Google Me Serch Me Aasake,Robot Taxt ki Madad Se Hum Tay Kar Sakte Hai Ki Kon Si Post Dikhe Or Konsi Chij Na Dikhe,

All Website Ki Robots Taxt File Is Tarah Dikh Ti Hai

www.website.com/robots.txt

Robots Txt Kya Kaam Kya Hota Hai

Jab Koi Visiter Hamari Website Per AataHai Tab Hamari Robots Txt Ki Madad Se Woh Aap Kai Baar Nahi Chate Ki Label Jese Other Fuction Hume Vister Ko Dikhane Nahi Chate To Woh Hame Sab Kar Sakte Hai,

 Step 1 :- 
RobotTxt Ki File Ko Kese Banaye Jata Hai Aap Pehle Click Karke Aap Robots Txt PerJayiye


 Step 2 :- 
Ab Jo Website Khulengi Use Per Apni Website Ka Url Dalo,

Jese Ki Mera Site Ka URL http://www.tookadi.com/ Hai,



Aap Apne Blog Ka Url Daliye,
Code Generet Per Click Kare

Step 3 :- 
Ab Aap Code Ek Box Me Code Dikhega Use Aap Copy Kar Lijiye,

Step 4 :- 
Ab Aap Use Code Ko Copy Karne Ke Baad Apne Blogger Ko Kholiye,


Step 5 :- 
Setting Me Jakar Costom Robot.txt Me Code Ko Daal Kar Save Kar Lijiye,


Aap Ab Is Code Ko Save Kar Lijeyi,Ab Aap Ka Robots.txt Active Ho Chuka Hai, Ab Aap Ki Website Ka Search Me Aana Chalu Ho Jayega,

Aap Ko Yeh Post Kesi Lagi Aap Hame Comment Ke Jariye Bata Sakte Hai,Or Aap Is Post Ko Share Jarur Kare,
Jaydeep Machhi

Jaydeep Machhi

No comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.