Breaking News
recent

India Me Free Me Internet Use Kese Kare-Janiye Hindi Me


Aaj Hume Sab Smart Mobile Phone Use Karte Hai,Hume Facebook,Whatsapp,And Other Social Media Ke Application Bhi Use Karte Hai,Lekin Kai Baar Dosto Aisa Hota Hai Ki Humari Mb Samay Se Pehle Puri Ho Jati Hai,Speed BHi Jyada Nahi Milti,

Ab Yeh Sab Tention Chhod Dijiye Dosto Kyu Ki Aap Bina Paisa Kharch Kiye Free Me Internet Use Kar Sakte Hai,


Free Me Internet Use Karne Ka Tarika Special Aap Ke Liye Aap Ke Pass Kya Hona Chahiye

[1] Android Smart Mobile Phone

[2] Airtel Ka Sim Card {3G Activet Hona Chahiye}

[3] Opera Mini Handler Application

[4] Sim Card Me 0 Balance Hona Chahiye

NOTE :-Yeh Offer Sirf Airtel Ke Sim Card User Per Hi Lagu Ho Sakegi.


Opera Mini Handler Ka Istemal Kese KIya Jata Hai

Step 1 :- 
Aap Pehle Google Play Store Se Opera Mini Handler Ko Download Karke Instol Kare,

Step 2 :- 
Ab Aap Apne Mobile Internet Ka Connection On Kar Dijiye,

Step 3 :- 
Ab Aap Opera Mini Handler Ko Open Kare Ke Use Save Kar Dijiye,

Step 4 :- 
Save Karne Ke Baad Thoda Intajar Kare Kyu Ki Opera Mini Online Instol Hota Hai,

Step 5 :-
 Ab Aap Instol Hone Ke Baad Aap Free Me Enternet Use Kar Sakte Ho,Or Download Bhi Kar Sakte Ho,


Dosto Yeh Trick Aap Ko Kese Lagi,Yeh Aap Comment Ke Jariye Bhi Bata Sakte Ho, OR Is Post Ko Apne Dosto Ko Jarur Jarur Share Kare Kyu Ki Unko Bhi Free Me Internet Use Karne Ka Mokka Mile,
Jaydeep Machhi

Jaydeep Machhi

No comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.