Breaking News
recent

Android Mobile Me Multi language Ko Kaise Add Kare


Aap Ko Pehle Bhi Mobile Android Trick Bata Chuka Hu,Lekin Aaj Aap Ke Liye Bahut Hi Badiya Trick Me Aap Ko Batane Wala Hu,Dosto Aaj Pure World Me Android Mobile Use Hote Hai,Lekin Unme Se India Akela Desh Tha Jo Tecnolgy Me Pichhe Tha,Lekin Aaj India Me World Ke Sab Se Jyada Android Mobile Use Hone Ka Record Hone Wala Hai,Kyu Ki India Ki Total Population 125 Crore Ke Uper Hai,Pure Vishme Somthing Ek Hi Language Ka Jyada Tar Upayog Hota Hai,

India Me Sab Language Alag Alag Hoti Hai,Kai Baar Hamara Friends Dusre State Se Friends Ban Jaye To Hame Pareshan Ho Jaate Hai Ki Uske Sath Hum Batchit Kaise Kare,Kyu Ki Dosto Hum Sab Koi Na Koi Bussiness Karte Hai Or Hamara Friends Sercal Bhi Badhata Rahta Hai,

Releted Post-Apne Smart Mobile Me Recyclebin Ko Kaise Add Kare-Hindi Me Information

Aaj Hume Facebook,Whatsapp Ki Madad Se Bahut Sare Friends Bana Lete Hai,Lekin Hum Sirf Hindi Ya English Language Ka Istemal Karte Hai,Jab Hum Apne Mobile Se Sirf Ek Hi Language Me Answer De Sakte Hai Woh Hai English,

Releted Post-Google Analytics Me Account Kaise Banate Hai-Hindi Me Samajiye

India Me Hindi,Gujarati,Marathi,Bangali,Jesi Kai Bhasha Ka Istemal Hota Hai,Lekin Ham Sab Unko Jab Wish Karte Hai To Sirf English Word Me,Lekin Unki Bhasha Me Usko Vish Kiya Jaye To Usko Bahut Hi Pasand Aayenga,

Kuch Samay Pehle Google Ne Ek Application Lounch Ki Hai Uska Name Hai,Google Indic Keybord Is Me Aap Ko Sabhi Bhasa Mil Jayengi Jise Aap Apne Friends Ko Unke Bhasa Me Baat Kar Sakte Ho,

Aap Yaha Se Google Indic Keyboard Download Kar Sakte Hai,


Aap Ko Is Applition Ko Instol Karna Hai Uske Baad Aap Kisi Bhi Bhasa Me Chat Kar Sakte Hai,




Aap Ko Yeh Post Kaisi Lagi Yeh Aap Comment Ke Jariye Jarur Bataye,
Jaydeep Machhi

Jaydeep Machhi

No comments:

Post a Comment

Powered by Blogger.